Mahak ji,
Aapki kundli ke anusar PPMET exam clear hone ke yog thode kam dikh rahe hain, lekin iska matlab yeh bilkul nahi hai ki aapka selection nahi ho sakta. Kundli sirf sambhavnaye batati hai, final result aapki mehnat, confidence aur exam wale din ki performance par depend karta hai.
Ab is samay darne ya overthink karne ki zarurat nahi hai. Jo tayari aapne ki hai us par bharosa rakhiye aur poore confidence ke saath paper dene jaiye. Bahut baar aisa hota hai ki grah poori tarah support nahi karte, phir bhi insaan apni mehnat aur strong willpower se result badal deta hai.
Kal subah 7 baje se pehle lal chandan ya haldi ko jal mein daal kar Surya Dev ko arghya dena hai. Arghya dete samay apni safalta aur exam mein acche result ki prarthana karein. Dhyan rahe ki tilak karne ke baad pair mein paani na lage.
Surya Mantra:
ॐ ह्रां ह्रीं ह्रौं सः सूर्याय नमः
Is mantra ka 108 baar jaap karke exam dene jaiye.
Main Maa Durga se prarthana karunga ki aapka paper bahut accha ho aur aapko safalta mile.
Best of Luck Mahak ji. 🌸🙏
Dakshina blesses the giver 10× ✋ Offer Dakshina - Get Luck, Wisdom & Prosperity.
A small token returns as great fortune. Gratitude multiplies your blessings manifold.
Dakshina
Replies closed This post is older than 3 days and no longer accepts replies.
Offer Dakshina
Send a dakshina to the astrologer
or enter a custom amount
₹
Dakshina unlocks your Karma to full Potential.
Private reply is locked
A one-time payment of ₹-- unlocks this astrologer's full detailed answer to your question, plus FREE private reply & chat with them.
₹-- का एक बार भुगतान करने पर ज्योतिषी जी का पूरा विस्तृत जवाब और उनके साथ FREE प्राइवेट चैट अनलॉक हो जाएगी।